Mai to Udta Panchhi neel gagan ka, dhundh rha apni manjil .
Dekh rha hu is jhan ko kitna gya h ye badal.
Khi na mili mujhko hariyali , na mila insan koi khas ,
Jata hu mai jha jha log khe aa gya pravas.
Mai kehta hu ye insan ,ye sab teri maya hai,
Jisne jangal kat kat kr prawasi mujhe banaya hai .